
Asli Shahad Kya Hota Hai?
Asli shahad wo hota hai jo makhiyon se direct liya jaye. Usme na cheeni mili hoti hai, na glucose syrup, na color. Pakistan me sab se mashhoor Beri (Sidr) Honey aur Acacia Honey hai.
👉 Pure Honey Buy Karein – DarazShop.Pk

Asli Shahad Ke 5 Zabardast Fayde
1. Immunity Barhaye
Roz subah neem garam pani me 1 chamach shahad peene se jism ki taqat barhti hai.
2. Khansi Aur Gala
Shahad + adrak wali chai gala saaf karti hai aur khansi me araam deti hai.
3. Hazma Behtar
Khane ke baad 1 chamach shahad hazme me madad karta hai.

4. Energy Ke Liye
Subah nashtay me doodh ya parathay ke saath shahad natural energy deta hai.
5. Skin Ke Liye
Face pack me shahad milane se skin soft aur chamakdar hoti hai.
Nakli Shahad Se Kaise Bachein?
- Jo shahad kabhi jamta nahi, us se bachein. Asli shahad sardi me jam jata hai.
- Boht patla aur pani jaisa shahad na lein.
- Hamesha trusted store se lein jahan Cash on Delivery aur return policy ho.



Price in Pakistan
Beri / Sidr Honey 500g ki market price 2,000 se 3,500 tak hai. DarazShop.Pk par aapko khalis honey Cash on Delivery par milta hai.
Website: DarazShop.Pk
WhatsApp: 03002701533